Night Mode Kise Enable Kate hai mobile mein

 Night Mode Kise Enable Kate hai mobile mein

Night Mode Kise Enable Kate hai mobile mein

Hello guys jise ki app sab jante hai ki aj ki time mein log kitna jada ratome phone istamal karte hai, bhot sare log ak galti jarur karta hai Bo hai Night Mode, ha guys app agar night mode use karte hai to bhot achi baat hai, our agar app nehi use  karte hai to ye bhot galat hai night mode ko app agar nehi use kiya to appki akhon mein bhot sari problem ho Shakte hai, is liye ajki is article mein app sabko bataunga ki app kise night mode use kar sakte ho appne phone mein.

Tofir chaliye daklete hai kise use karte hai night mode ko appne phone mein,
Our ha guys Aap Aapne dosto ko bhi ye article jarur share kar dena ok.

 Night Mode Kise Enable Kate hai mobile mein

To yaha per bhote sare Android phone me night mode option hota hai. our bhote sare Android phone night mode option nehi hota hai, Ab  guys yaha par baat ata Hai ki jis mobile me night mode option hai bo kise set karange our jis mobile me night mode option nehi hai bo kise set karange.

To yar tensan lane bali koy Bat nehi Aapka vai indono phone ke liye solutions laker agya to yar bina time bast kiye chaliye start karte hai.

Sabse pahle hum bat karange ki jiske mobile me night mode option hai bo log kise use kar sakte hai appne phone mein, to yar payle Aap Aapne phone ka > settings < ko open karlena open karne ke baad Aapko Display settings dakhne ko mile ga aapko >Display settings < par click kardena hai. Display settings wale option mein click karne ke baad Aapko ak settings dekhne ko milega jiska Naam hai >Dark Mode < Aapko simply Dark Mode wala option ko tun on kardena hai bas Aapka night mode on hojaye ga.

 Night Mode Kise Enable Kate hai mobile mein


Ab baat karte hai jis phone me night mode option nehi hai bo logg kise night mode use kare ga guys google Google Play Store mein bhot sare apps mil jayega simpil sa appgo koy bhi ak apps ko download karlana hai bass our kuch nahi kar na pare ga aap Aram se night mode ko use kar payoge thankyou


Post a Comment

0 Comments